Advertisement
“Grdish”
Mil gayi aab-e-chand beshak se raato ko,
Mujhe to biti umr,ek jhalak tak na mili!
[aab-e-chand-chand ka neer]
Ishrat mnate hashr ki,raks karte puri raat,
Bus hosh ko hi mere, may se firsat na mili!
[ishrat-khushi,raks-dance,may-sharab]
Magroor hu,meri muskurahat,hai shaan falak-e-mhfil ki,
Raaz hai mujh khajil ko ,tanhai ki gil takna mili!
[falak-e-mhfil –mhfilo ka aakash ,khajil-sharminda,gil-soil]
Fisalta hi ja raha hu main andhere ke aagosh me,
kyuKi roshani me rhne ki mujhe hajat tak na mili!
[hajat-jaroorat]
Rhne do mera kissa,kuch der aur mawra,
Grdish me hu samajh lunga,khabar tak na mili!
[mawra-extra, grdish-badkismati]
-by “manisha”